Movie/Album: U R My Jaan
Movie/Album: U R My Jaan
Song Lyrics: Kya Kare Dil Bechara Lyrics
Singer: Shaan
ishq ne issko choda dard ne issko maara... - 2
kya kare dil bechara - 2
haal-e-dil jab na jaane jaan-e-man dil bar yaara - 2
kya kare dil bechara - 2
haan ab hai gumshuda raat hai ajnabi
ruthde jazbon ki baat hai ajnabi
khawahishein hai deewani chahatein hai aawara
kya kare din bechara - 2
roke se na ruke kaisa armaan hai
har ghadi aaho main kaisa tufaan hai
pays ki maujo ko jab mile na kinara
kya kare dil bechara - 5